Sunday 21 July 2013

MAIN KHOOSH HUN"

aaj phir unki nigaah mujh par yun padi,ki
ham khaamosh rahe aur aankhe ro padi...
thi wo gair ke baahon me,par nigaahein jhuki hi rahi...
saayad use ab ehsaas hai apni gunaahon ka,
kyunki nigaahein uski mujh par tiki rahi...
are ab unhe koi bata do..
kal hame unki jarurat thi aur wo gair sang muskuraati rahi,
main aas lagaaye khara tha aur wo bas dur jaati rahi.....
aaj khush hun apni jindagi me aur wo khaamoshi me,
tanhaayi me maja aa raha hai,aur unhe bewafaayi me..........
main ab bas khush hun........ :) :)

No comments:

Post a Comment