Sunday 21 July 2013

सफर

निकल गया सफर पे पर मंजिल का पता नहीं,
कहने को साथ क्ई हैं पर हमसफर का पता नहीं.....
रुठ के राही मेरे डगर के सोचते हैं कि मैँने साथ उनका छोड़ा  , 
अरे कोई कह दो उन्हें ये जुनून-ए-मुकाम है...
मेरी कोई खता नहीं......

MAIN KHOOSH HUN"

aaj phir unki nigaah mujh par yun padi,ki
ham khaamosh rahe aur aankhe ro padi...
thi wo gair ke baahon me,par nigaahein jhuki hi rahi...
saayad use ab ehsaas hai apni gunaahon ka,
kyunki nigaahein uski mujh par tiki rahi...
are ab unhe koi bata do..
kal hame unki jarurat thi aur wo gair sang muskuraati rahi,
main aas lagaaye khara tha aur wo bas dur jaati rahi.....
aaj khush hun apni jindagi me aur wo khaamoshi me,
tanhaayi me maja aa raha hai,aur unhe bewafaayi me..........
main ab bas khush hun........ :) :)

EK LAMHA AUR

unki ek muskurahat par aaj v marne ko dil karta hai
saanso ki dor chhut rahi phr v daurne ko dil karta hai...
sab ye soch kar ro rahe hain k bhulayenge kaise mujhko,
par unhe kya khabar aaj v kisi ki ek muskurahat par
chand lamha jeene ko ji karta hai............

KAFAN-3

meri murrawat ko mere sang dafanaya ja raha tha.........
wo lamha jo kabhi jiya, har naino se bhulaya ja raha tha........
meri rooh tarap rahi mere kabr me,
jo gaye kabhi aankhe nam karke,
unke hi duara wo raah bhulaya ja raha tha.......
roye the kabhi maiyyat pe meri jo log mujhe khokar,
aaj mere baad gair sang khushio ki chaadar bichhaya ja raha tha....,
jab sehmta tha main kabhi dar se to,
maa kehkar liptta tha jiske sine se ,
aaj mere rooh se unki saanse rook jaati hai,
ye kaisi reet hai jahan ki?
mere hi rooh se sabko daraya ja raha tha...............




to b cntnu....Raman pathak