Thursday 20 September 2012

ZINDGAANI jitni khushiyaan chaha maine utne gum diye, tera daaman hai saath hmesha islie dard piye, dar jaata hun kabhi jaalim jamaane se,yahan to apno ne apno ko dard diye, koi farista bankar gum ko mita de mere,dosti ka daaman ho saath to phr darna hai kya re?., jab tak jiyun tera saath rahe,main rahun na rahun apni yaari salaamat rahe, logon se kehna k main darta nahi tha maut se,are mujhe to dar lagta tha teri judaai ke khauf se. Mere kisse jindagaani ki sabko yun sunana,ke sab bole maut hi behtar hai jindagi ke dard se bhala,............ .........RAMAN PATHAK frndz jina har koi chahta hai koi jyaada to koi kum...phr yaaro ki yaari,maa baap ka pyaar,behan ka dulaar,ye sb to hmesha salaamat rahegi na???...........

No comments:

Post a Comment