Monday 13 May 2013

KAFAN-2

arsa bita aur mera naam v bhulaya ja raha tha,
na jaane kitne musafiro ke mere bagal me sulaya ja raha tha.... 
tarap rahi thi meri ruh mere kafan me,
mere hi ghar me meri nishaani mitaya ja raha tha.......
kabhi pyaar se sula gaye kafan me mujhe jo mere apne, 
ab mere naam se bachcho ko daraya ja raha tha.....
itni tamanna ab v hai man me ki wo aaye mere majar pe,
jinke jubaan pe kabhi mera naam har lamha duharaya ja raha tha....





to be continue.........Raman pathak

No comments:

Post a Comment